Sant Asaramji Amritvani
Sant Shri Asaramji Ashram,
Haripurkala , Haridwar
11 May 2009
Satsang Ke Mukhya Ans :
*pehle tapasya dete, main do versh ki tapasya viday main deta hu…..
*sath hazar versh ki tapasya se bhi sat swaproop brahma ka gyan ucha hai…..
*nirnay tab dena chahiye jab dono paksh hamari bat swikar karen….
*shesh mana sab nahi hote hue bhi jo hain….
*sab main hain wo satta, lekin jagrat ho jay….
*satsang se….shesh main tikne ki terkeeb mil jati hai…..
*jo shesh hai usko main roop main jan lo to nihal ho jao…..
*ek gari adhi gardi aaadhi main pini aadh, tulse sangat sadh ke hare koti apradh….
RSS - Posts