Sant Asaramji Amritvani
Sant Shri Asaramji Ashram,
Haripurkala , Haridwar
13 May 2009
Satsang Ke Mukhya Ans :
Part-1 :
* kya karu? kya karu? maro
kya karu? kya karu?prasann raho
kya karu? kya karu?sukh dukh me sam raho
kya karu? kya karu? jagat ko swapna mano
kya karu? kya karu? atma ko apna mano
kya karu? kya karu?niskam bhav se sewa karo
kya karu? kya karu?omkar ka gunjan karo
kya karu? kya karu?mul band karo
kya karu? kya karu?udyan bandh karo
kya karu? kya karu?jalandher band karo
kya karu? kya karu?jibh talu me lagao
kya karu? kya karu?ek tak dekho 10-20 min omkar ka jap
kya karu? kya karu?iswar ki aur pado narayan stuti pado
*ab kya karo kya karu vale puche to ye casset dikha do bas
* kya karu? kya karu? kaun puchta hai usko leker mere pass
aao
Part-2 :
*bacche kahna nahi mante to kya karon ? patni kahna nahi mante to kya karon ? pati kahna nahi mante to kya karon ?
* Admi sarab pita ho to kya karon ?
* padosi dekh ker jalte ho to kya karon ?
* kabhi koi musibat a jaye ekaek to kya kare ?
* ab kya karon ? tum apne swabhav me a jao
RSS - Posts
June 12, 2009 at 4:03 PM
Hariom Prabhuji,
Sadhuvaad hai is seva ko. Itna sundar satsang hai …
June 12, 2009 at 5:51 AM
Narayan Narayan
Jap mai mn na lage to kya krna chahiye…
June 9, 2009 at 7:10 AM
Narayan Hari,
Sadhoo bahut hi sunder amritwani Puj.Gurudev ke sab tak paunchane ke liye Sadhuvaad.Yeh amritwani sune ke baad koi nahi kahegha mein kiya karu.Bahut anand aaye.
Narayan Hari