Sant Shri Asaramji Amritvani
Sant shri Asaramji Ashram , Sabarmati,
Ahemdabad (25.2.08)
Satsang ke mukhya ans :
*Jitne bhi dukh hai budhi ke apradh se hi hote hai….
*sansar main to hai nashwerta, bhagwan main hai shaswatta….
*budhi parmatma main vishranti paye …
*to ritambhara pragya ban jati hai…
*jo emandari se sewa keraga emandari se dhyan kerega…wo swami banjayega…..
*kaun sa apna pair hota hai….man to hai humara gulam…..
*jo ek ki sharan nahi tikta hai usko to kaiyon ki sharan jana perta hai…phir bhi udhar honeka to sawal hi nahi….
*kabhi na chute pind dukho se jisse brahm ka gyan nahi….
RSS - Posts