Sant Shri Asaramji Amritvani
Sant shri Asaramji Ashram , Sabarmati,
Ahemdabad
Satsang ke mukhya ans :
Jo dikhega anitya hai, lekin jis se dikhta hai weh nitya hai…..
jinko jagat satya budhi se bhasta hai unko dheerg kal ka abtas hai, lekin jinko eshwar ki tarap hai unke liye saral bhi hai….
vivek ka upyog karo akhir kya!….
iska upyog ker lo apne sat swabhao ko…
apne ram swabhao ko janane ke liya….
uma ram swabhao jehi jana, thahi bhajan taji bhaw na aana….
jo ho ker bhi mitne wala hai uskeliye ro rahe hai, jo kabhi mitne wala nahi uske liye bhuk nahi tarap nahi..
YE HI HAI BHAGWAN KI MAYA …..
RSS - Posts