Sant Shri Asaramji Amritvani
Sabarmati Ashram , Ahemdabad
24 September 2008
Satsang Ke mukhya ans :
Part-1 :
* Ram Krishna paramhans ki devi Maa Sharada jap karti aur ek dana chawal ka , aise hi gorang ki patni jap karti aur chawal ke dane ekathi karti…………….
* ann bigde to man bigde , pani bigde to vani bigde
* Mahapurson ke apne waves hote hain apne bhav hote hain tabhi to unki di vastu prasad ho jati hai………
* sati anusuya ka naradji ko prasad dena ………narad ji ka prasad ka bakhan brahmani , laxmiji aur parwatiji ke samne karna
* thakurji ke prasad ka mahtva kyon?
Part-2
* tridev dharti per sati anusuya ka prabhav kam kerne ke liye aye……….
* jiske dwar se santbukhe chale jate hain ,niras chale jate hain unka tapsya, tej prabhav naas ho jata hai…………
* jis satchidanand ke sankalp se sristyan hoti hain vahi satchidanand apna atma bhi to hai…..satyanisth rahen to vahi prabhav ata hai , baiman kya jane……….
* sati anusuya , anandmyi maa itni mahan kyon hui?……
* Jo dusre ke prabhav ko dekh ker irsya karta hai , usi ka prabhav naas hota hai…….
* mul me jahan amangal hota hai , vahan amangal hi hota hai….
* Trideviyon ka dharti per tridevon ki khoj me ana…….
Part-3
* Jo apni galti jaldi se svikar karta hai uski vipdayen jaldi mitte hain aur jo apni galti ki raksha karta hai uski galtiyan aur badti hain…….
* tridev ka balak banna aur mata anusuya ka trideviyon ko apne apne patidev ko le jane ke liye kahna ……………..
* omkar ka udgam sthan vo parbrahma parmatma hai , unhi ki satta se mai bol raha hun aur aap unhi ki satta se sun rahe hain , vo itne najdik hasin……
* he bharat ki mahilayen ……..kitne mahan ho gayin , aur tum kyon bak bak me samya kharab karti ho………
* tumahara jnam to janmdata parmeswar ko pakar mukt atma banne ke liye hua hai……..
* manusya ne apni yogyata ka lakhva hissa viksit kiya hai , lekin sati anusuya ne kai hisse viksit kiye to brahma visnu mahesh ko bhi balak bana ker dikha diya……….
* mere gurudev ne nim ke ped ko agya de aur nim ka ped khisak gaya ……….
RSS - Posts