Sadhu Sangati

Sant Shri Asaramji Amritvani

Sant Shri Asaramji Ashram,

Rajokari , Delhi

3 Aug., 2008

Satsang ke Mukhya Ans :

* bhagwat tatva ka gyan, bhagwan ki preeti aur bhagwan me vishranti…ye aisa uttam sadhan hai ki duniya ke sare aandhi tufaan aa aa ke chale jayenge

* bhagwan hampe khush hai ye kaise pata chale……”dravey jab raghunath tab deve sadhu sangat ” bhagwan jab hampe khush hai to sant sangati dete hai.

*Sant ke darshan se pataki vichar shant ho jate hai. …..”sadhunam darshanam patkam nashnam”